Kya Leke Aayo jagme Song Lyrics | Gulabo Sitabo

“KYA LEKE AAYO JAGME” SONG DETAILS

SingerVinod Dubey
AlbumGulabo Sitabo
LyricistVinod Dubey
MusicShantanu Moitra
DirectorShoojit Sircar
CastAmitabh Bachchan, Ayushmann Khurrana
Music LabelZee Music Company

Kya Leke Aayo jagme Song Lyrics

Kya leke aayo jag mein kya leke jayega
Kya leke aayo jag mein kya leke jayega
O bandhu..

Kya leke aayo jag mein kya leke jayega
Kya leke aayo jag mein kya leke jayega
O bandhu..

Kshan bhangur kaya tu kahaan se laya
Guruwan samjhaya par samajh na paya
Ye saans nigodi chalti ruk thodi
Chal chal ruk jaawe kya khoya paya

Kya leke aayo jag mein kya leke jayega
Kya leke aayo jag mein kya leke jayega
O bandhu..

Kya leke aayo jag mein kya leke jayega
Kya leke aayo jag mein kya leke jayega
O bandhu..

O mann sun jogi baat yahaan maya karti ghaat
Aa tam bhi tar samjhaat murkh na samjhe baat
Hai ishwar tere saath kaahe mann maa ghabraat
Ho ram sunire din raat kashth samay kat jaat

Ho sab yahin chhod jayega chhod jayega
Kya leke aayo jag mein kya leke jayega
Kya leke aayo jag mein kya leke jayega
O bandhu..

Kya leke aayo jag mein kya leke jayega
Kya leke aayo jag mein kya leke jayega
O bandhu..

Kya leke aayo jag mein kya leke jayega
Kya leke aayo jag mein kya leke jayega
O bandhu..

Written by >> Vinod Dubey